Waqt wo cheez hai jo ek baar Nikal jaaye to phir duniya ki koi taqat use wapas nahi laa sakti.Isi liye kehte hai ki waqt ki kadar waqt rehte kare.har kaam Apne waqt per ho to hi acha hota hai.bahot se kaam aise hote hai jinka ek khaas waqt hota gaibaur agar wo waqt nikal jaye to phir ya to wo kaam dobara nahi ho sakte ya phir wo waise nahi hote jaise hum chahte the.
Aur waqt nikalnebke baad un kaamo Ko karna bahot dushwaar ho jata hai.
Jaise khaas taur per padhai agar waqt rehte bacheche apni aur lagan se apni padhai ache se kar lete hai to wo zindagi me kuch ban paate hai aur agar wo aisa nahi karte to aage zindagi me bahot takleefe uthani padti hai aur tab wo bahot pachtaate hai tab unhe ahsaas hota hai aur wo pachtaate hai ki agar unhone sahi waqt per is baat per dhyaan diya hota to wo bhi apne dosto ki tarah kamyaab hote apni zindagi me kuch ban paate.
Ye ek misaal hai Aur isi tarah zindagi me saare kaam Apne waqt per ho to acha hota hai Baad me pachtane se kahi behtar.
Isi Iiye kehte hai na waqt ki kadar waqt rehte kare.
Ye baate hamko achha laga
ReplyDelete