Insaan apni zindagi me bahot se
rishte banata hai aur kuch use paida hone per milte hai. Jaise maa baap bhai behen aur bhi bahot se. In rishto me ek khaas rishta aisa bhi hota hai jise behne kehte hai.
Bahne wo rishta hai jo sab se alag hote hai. Ek behen doosri behen ki sirf behen hi nahi dost bhi hoti hai. Duniya ki saari behne hi aise hi ye zaroori nahi per 10 me se 8 ka ye rishta zaroor hota hain.
Jo rishta dosti ka ek bahen doosri bahen se nibaati hai aisa rishta bhaiyo me nahi dekha jaata. Behne apni shadi shuda zindagi ke Baad bhi wo pyar , Mohabbat ka rishta nibhati hai jo unka itne saalo se tha. Aur jab ek bahen kisi bhi tarah ki takleef me aati hai chahe wo paiso ki , ghareloo ya Jaisi bhi ho ek bahen apni doosri bahen ki madad ke liye chukti nahi.
Isliye is rishte ko hamare samaaj me bahot izzat se dekha jaata hai. Kehne wale to badi bahen ko maa aur choti bahen ko beti kehte hain. Bahot hi pyara rishta hota hain. Behne.

Comments
Post a Comment