Mehnat kya hai?kisi cheez ko paane ke liye jo kaam Kiya jaata hai use mehnat kahte hai.per har cheez ki tarah uske bhi kuch tareeqe hote hai.dyniya ka har Insaan kamyab hona chahta hai. Per kya ye sabke ke liye asaan hota hai?
dekhte hai kuch usool kuch baatey.
1. mehnat karte waqt hame sirf taqat ka hi nahi balki dimaag ka bhi istemaal karna chahiye.
2. hamare saamne hamara maqsad saaf hona chahiye.
3. waqt ke saath mehnat me kami nahi aane dena chahiye.
4. kisi bhi haal aur samjhaute ke liye har ghadi tayyar rehna chahiye.
5. apne maqsad ko qismat ke bharose nahi chod dena chahiye balki kaise bhi halaat me mehnat karte rehna chahiye.
6. mehnat me sharam nahi karni chahiye. koi bhi kaam chota ya bada nahi hota.
Comments
Post a Comment