Duniya ek aisa maqaam hai jaha har kisi Ko khood ke liye khood hi karna padta hai.jab tak hum doosro ka saath de rahe hote hai tab tak hum doosro ke liye ache hote hai.wohi jab hum doosro se koi ummeid rakhte hai to hum unper bojh ban jaate hai.
Asaan zindagi jeena hai to sirf Dil se hi nahi dimaag se bhi rishte banane padte hai.
Acha Bankar hum Kahi nahi pohonch paate.
Zindagi asaan nahi hoti.aur isko jeene ka dhang bhi sabko nahi aata.duniya me aise bahot Kam log hote hai jo Ise jeene ka sahi dhang jaante hai.aur kuch log Ise seekhte hai.aur kuch log to yuhi zindagi bedhangi guzaar dete hai.zindagi sahi dhang se guzaarna hi zindagi jeena hai.jisne bedhangi zindagi jee usne zindagi bekaar guzara.
Aisa jeena bhibkta jeena hai.
Comments
Post a Comment