Aaj Phir mere Mann me wohi sab baate hai jo Laga tha ki bhool gai hoo. Per hamara Mann Samandar ki tarah hota hai. jiske jazbaat aur yaadein Samandar ki lahro ki tarah hote hai. Kabhi tez to kabhi dheemi. To Kabhi bilkul Sukoon me. Kabhi bahot gussa to kabhi bahot pyar. Kabhi kisi ke liye maafi to kabhi inteqaam. Waqt ke saath hamare jazbaat badalte rehte hai. Insaan ka Mann kabhi ek sa nahi hota. Jaise ki halaat ek se nahi hote. Per ek aur baat hai ki Jeet usi ki hoti hai jo in sab se nikalkar aage badhta hai. Gussa aana badi baat nahi gussa pee Jaana badi baat hai jis tarah inteqaam Lena badi baat nahi khaas taur per tab jab hum takat rakhte ho inteqaam lene ki. balki maaf kar dena badi baat hai. Haina?

Comments
Post a Comment